Sunday, April 16, 2017

Bhang Meaning in English

Bhang is type of intoxication which originating in India; country located in south Asia. Nearer countries of India including Nepal and Pakistan are also known for the Bhang consumption. Bhang could be obtained from young leaf of cannabis sativa. There is a process to access the intoxication from these leaves in which we need to rub the leaves to get edible alcoholic substance. The English translation for Bhang is Cannabis. It’s usually mixed in the beverages and distributed freely to devotees on various Indian festivals like Shivratri and Holi. Its leaf can also be used in Pakoda (gram flour fried dish) to get the edible intoxication.


Hindi Translation: Bhang Ek Prakar Ka Nasha Hai Jiska Mool Bharat Hai Jo Ki Dakshin Asia Me Basa Ek Desh Hai. Bharat Ke Paas Waale Padosi Desh Jaise Ki Nepal Tatha Pakistan Me Bhi Bhang Ka Istemaal Kiya Jata Hai. Bhang Ko Iske Podhe Ke Harre Patton Se Prapt Kiya Ja Sakta Hai. Inn Patton Se Nasha Prapt Karne Ke Liye Ek Vishesh Prakriya Hoti Hai. Hme Patton Ko Bahut Der  Tak Ragdna Padta Hai Jiske Baad Hi Hum Inn Patton Se Nashila Padarth Nikaal Paate Hain. Bhang Ko English Me Cannabis Kaha Jata Hai. Aamtaur Par Vishesh Avsaron Par Bhang Ko Taral Padarth Me Mila Kar Bina Kisi Shulk Ke Banta Jata Hai. Bhang Ko Parshad Ke Roop Me Bhartiya Tyoharon Jaise Ki Shivratri Tatha Holi Par Shrdhaluon Me Vitrit Kiya Jata Hai. Bhang Ke Patton Ka Pakoda (Besan Ko Tal Kar Bnaya Gaya Vyanjan) Me Bhi Istemal Hota Hai.

No comments:

Post a Comment