Raqeeb is an urdu word
for the competitor. This word is only used in the love competition means when a
girl have two or more than two lovers then the all lovers will be called Raqeeb
of each other. In a manner they all lovers will be competitor of each other to be
the first choice of that girl. In urdu poetries the Rqeeb word used to point
the person who loves the same girl with whom the speaker already in love.
Hindi Translation: Raqeeb ek urdu ka shabd hai jiska shabdik arth
pratispardhi hota hai. Iss shabd ka istemaal jyadatar pyar me hone waali
pratisprdhaaon ke liye kiya jata hai. Maan lijiye yadi kisi ladki ke do ya do
se jyada chaahne wale hain tab vo sabhi chahne wale ek dusre ke raqeeb
kahlayenge. Ek maayne me ve sabhi pratispardhi uss ladki ka pratham chunaav ban
ne ke liye ek dusre se pratisprdha krenge. Urdu ki shayariyon me Raqeeb shabd
ka istemaal uss vyakti ki taraf ishara karne ke liye kiya jata hai jo usi ladki
se pyar karta hai jo ki shayar ki premika hai.
No comments:
Post a Comment